Besabab chor diya tummy koi ILzam dia hota.Meri Khamosh muhabbat ko koi NAAM dia hota,
Main mar Q na gaya teri Narazagi sy pehly,
Mujhy chorna tha to koi Laqb-E-Budnaam dya hota, 

Main Umar bhar k liye nahi kehta k mera 7 dedo,
Bs jine ko koi dilasa kisi Sham diya hota,
Tumhain pane ki talab mei kitna roya dil e Muztar…,
Rat bhar jagny ki ibadat ka koi INA’AM diya hota,
No comments:
Post a Comment